Posts

Jobs oppurtunities for Commerce Students

Jobs oppurtunities for commerce students : commerce mein bhut acchi job oppurtunities hai  aaiye jante hai kaun  kaun sa course hai  jisse hum apna bright future bna sakte hain   1.CA(Chartered Accountant) CA Course har commerce student ka sapna hota hai . Commerce field mein kaafi acchi scope hai ca course ka aaiye jante hai course ki puri jaankari . CA k liye 2 tarike se aap kr sakte hain Agar aap 12th pass out hain toh uske ca-cpt ka entrance exam de sakte hain jo ki 3 saal k liye valid hota hai aur dusra agar apka graduation mein 55%commerce se aur other 60% se pass hain toh  seedhe ca intermediate course k liye apply kr sakte hain . CA k liye apki accounting mein acchi pakad honi chiye aur saath hi saath apki maths mein bhi bhut acchi pakad honi chiye  Ca mein 3 stage hote hain 1.Ca-CPT,2-Ca-IPCC,3-Ca-Final  but agar aap graduate hai commerce se 55% se ya other streamse 60% se graduate hai toh apko cpt nhi dena hoga CA-cpt ki preparation aap ...

Jobs (Skills)

     Jobs Skills ( Jobs k liye kya kya Skills ki required hoti hai) : Doston mera Naam hai Piyush aur Aaj ka humara topic hai jobs k liye kya kya skills ki required hai , toh aaiye start kre topic. Aiye jante hain job k liye kaun kaun si skills ki required hoti hai:  1: Educational Qualification : sbse pehle agar aapko apna graduation complete kr lena chiye then apko job search krna chiye  but aisa nhi h ki aap undergraduate hai toh apko job nhi milegi  lekin apko  agar  achhi job  chiye toh apko graduation complete kr lena chiye  . kyun ki company mostly after graduation hi jobs acchi provide krti hai  2: Personality Development : Apko pata hona chiye ki personality development ka ek bhut acch role hota hai jobs mein lekin  bhut se log isko apne body personality se jodkr dekhte hain  jo ki bilkul glt hai  Aap acchi trh se jaan le Personality Development ka asli mtlb kya hota hai. personality Development ka asli mtlb...

Jobs for Graduate and Postgraduate student

Image